top of page

तार / Taar

  • Writer: Naam Anaam
    Naam Anaam
  • Nov 27, 2020
  • 1 min read

Updated: May 24, 2021


इंसान और इंसान की बीच के तार को तुम क्या कहोगे ? एतबार, या करम ?

जो साबित यक़ीन इंसान आसमान के ऊपर भगवान, और आसमान के नीचे कुत्ते पर करता है, उसे एतबार कहते है ।


और जो बे नफ़्स रहमत आसमान के ऊपर भगवान, और आसमान के नीचे कुत्ता इंसान पर फ़रमाता है, उसे करम कहते है ।


जो तार इंसान को इंसान से जोड़ता है, उसे तो बस जज़्बात खेत है मेरे दोस्त ।


English Abbreviation


Insan aur insan ke beech ke tar ko tum kya kahoge . Aitbar ya Karam

Jo Saabit yakeen insaan aasman ke upar bhagwan, aur aasman ke niche kutte par karta hai use aitbar kehte hai.


aur jo baynafs rehmat asman ke upar bhagwan aur asman ke niche kutta insan par farmata hai use karam kehte hai.


Jo tar insaan ko insan se jodta hai use to bas jazbaat kehte hai mere dost


English Translation


What would you name the connection between two humans ? Trust or Kindness ?

The frim belief that a human does on insaan aasman ke upar bhagwan, aur aasman ke niche kutte par karta hai use aitbar kehte hai. aur jo baynafs rehmat asman ke upar bhagwan aur asman ke niche kutta insan par farmata hai use karam kehte hai. Jo tar insaan ko insan se jodta hai use to bas jazbaat kehte hai mere dost

 
 
 

Comentários


© 2023 by Soul-Adrift. 

bottom of page